Thevenet Centre CJM Lahore
invites their Alumni to celebrate the
Journey of Life
with Sr. Pilar and Teachers in their Alma Mater
Taare Zameen Par
Dekho inhein yeh hain oas ki boodein
Patton ki gode mein aasman se koodein
Anglaryi lein phir karwat badal kar
Naazuk se moti hans dein phisal kar
Kho na jaayein yeh.. taare zameen par
Yeh to hain sardi mein dhoop ki kirnein
Utre jo aangan ko sunehara sa kar dein
Man ke andheron ko roshan sa kar dein
Thirikti hatheli ki rangat badal dein
Kho na jaayein yeh.. taare zameen par
Mohalle ki raunak galiyan hain jaise
Khilne ki zid par kaliyan hain jaise
Mutthi mein masam ki jaise hawaein
Yeh hain buzurgon ke dil ki duayein
Kho na jaayein yeh.. taare zameen par
Taare Zameen Par
Photos & Video Credits
Angelinc Ashir
Thevenet Centre
CJM Lahore